Saade rang ko galti se aap naa kora samjho,
Isi mey samaaye indradhanushi saaton rang,
Jo dikhe aapko zindagi saadagi bhari kisi ki,
To aap yun samjho satrangi hai duniya usiki,
Holi aayi satrangi rango ki bouchar laayi,
Dher saari mithai aur mitha mitha pyar laayi,
Aap ki zindagi ho mithe pyar aur khusiyon se bhari,
Jisme samaaye saaton rang yahi shubhkamna hai hamaari.
Lal, gulabi, neela, pila hathon me liya samet,
Holi ke din rangenge sajni, kar ke meethi bhent.
Pichkari ki Dhar,
Gulal ki bauchar,
Apno ka pyar,
Yahi hai yaaron holi ka tyohar.
Happy Holi!!!!
Rangon se bhi rangeen zindagi hai humari, rangeeli rahe yeh bandagi hai humari,
kabhi na bigde ye pyar ki rangoli, aye mere yaar aisi HAPPY HOLI.
Gul ne gulshan se gulfam bheja hai,
Sitaro ne aasman se salaam bheja hai,
Mubaraq ho aapko holi ka tyohar,
Humne dil se yeh paigam bheja hai.
Rango ke tyohar mein sabhi rango ki ho bharmar,
Dher saari khushiyon se bhara ho aapka sansar,
Yahi dua hai bhagwan se hamari har bar,
Holi Mubarak ho mere yaar!
Khaa key gujiya, pee key bhaang, laaga ke thoda thoda sa rang, baja ke dholak aur mridang, khele holi hum tere sang.
Holi Mubarak!
Rango mein ghuli ladki kya laal gulabi hai
Jo dekhta hai kehta hai kya maal gulabi hai
Pichle baras tune jo bhigoya tha holi mein
Ab tak nishani ka woh rumaal gulabi hai.
Chadenge jab pyare rang, ek meri dosti ka rang bhi chadhana.
Lagne lagenge tumhe suhane sare rang,
Aur meri dosti ka rang chamkega hurdum tumhare sang.
Bolo sarararara….
Wish you a very mastiful and colourful Happy Holi!
Saade rang ko galti se aap naa kora samjho,Isi mey samaaye indradhanushi saaton rang,Jo dikhe aapko zindagi saadagi bhari kisi ki,To aap yun samjho satrangi hai duniya usiki, Holi aayi satrangi rango ki bouchar laayi,Dher saari mithai aur mitha mitha pyar laayi,Aap ki zindagi ho mithe pyar aur khusiyon se bhari,Jisme samaaye saaton rang yahi shubhkamna hai hamaari.
Lal, gulabi, neela, pila hathon me liya samet,Holi ke din rangenge sajni, kar ke meethi bhent.
Pichkari ki Dhar,Gulal ki bauchar,Apno ka pyar,Yahi hai yaaron holi ka tyohar.Happy Holi!!!!
Rangon se bhi rangeen zindagi hai humari, rangeeli rahe yeh bandagi hai humari,kabhi na bigde ye pyar ki rangoli, aye mere yaar aisi HAPPY HOLI.
HAPPY HOLI 2010 SMS
Gul ne gulshan se gulfam bheja hai, Sitaro ne aasman se salaam bheja hai,Mubaraq ho aapko holi ka tyohar,Humne dil se yeh paigam bheja hai.
Rango ke tyohar mein sabhi rango ki ho bharmar,Dher saari khushiyon se bhara ho aapka sansar,Yahi dua hai bhagwan se hamari har bar,Holi Mubarak ho mere yaar!
Khaa key gujiya, pee key bhaang, laaga ke thoda thoda sa rang, baja ke dholak aur mridang, khele holi hum tere sang.Holi Mubarak!Rango mein ghuli ladki kya laal gulabi haiJo dekhta hai kehta hai kya maal gulabi haiPichle baras tune jo bhigoya tha holi meinAb tak nishani ka woh rumaal gulabi hai.
Chadenge jab pyare rang, ek meri dosti ka rang bhi chadhana.Lagne lagenge tumhe suhane sare rang, Aur meri dosti ka rang chamkega hurdum tumhare sang. Bolo sarararara….Wish you a very mastiful and colourful Happy Holi!
Holi SMS Collection :
Saade rang ko galti se aap naa kora samjho,
Isi mey samaaye indradhanushi saaton rang,
Jo dikhe aapko zindagi saadagi bhari kisi ki,
To aap yun samjho satrangi hai duniya usiki,
Holi aayi satrangi rango ki bouchar laayi,
Dher saari mithai aur mitha mitha pyar laayi,
Aap ki zindagi ho mithe pyar aur khusiyon se bhari,
Jisme samaaye saaton rang yahi shubhkamna hai hamaari.
Lal, gulabi, neela, pila hathon me liya samet,
Holi ke din rangenge sajni, kar ke meethi bhent.
Rangon se bhi rangeen zindagi hai humari,
rangeeli rahe yeh bandagi hai humari,
kabhi na bigde ye pyar ki rangoli,
aye mere yaar aisi HAPPY HOLI
Lal, gulabi, neela, pila hathon me liya samet,
Holi ke din rangenge sajni, kar ke meethi bhent.
Pichkari ki Dhar,
Gulal ki bauchar,
Apno ka pyar,
Yahi hai yaaron holi ka tyohar.
Happy Holi!!!!
Rangon se bhi rangeen zindagi hai humari, rangeeli rahe yeh bandagi hai humari,
kabhi na bigde ye pyar ki rangoli, aye mere yaar aisi HAPPY HOLI.
No comments:
Post a Comment